Answer

Asked By:
liaqat khan
Dated:
2010-01-09
Subject:
QAZA NEMAZ
Detail:
salam maulana saheb,jis ki bahot namaze qaza ho gai aur wo ese parna chahta hai lekan wo har nemaz ki niat kisay karega Q ke osko mallom nahi ke folan nemaz kab qaza ki hai yani wo har qaza nemaz ki niat ka say kare ga.shukriya
Answer:
ye andaza karai maslan agar is sai aik sal ke namazai kaza ho gai hain to ye har waqt ke wakte namaz kai sat kaza namaz parhta rahai