Answer

Asked By:
Laeeq Ur Rahman
Dated:
2009-09-16
Subject:
Nafi Hazar Nazar Nabi (S.A.W)
Detail:
Zara Muj ko Quran Or Hadith say Dalail dai. k Nabi Hazar Nazar nai hai ....?
Answer:
is mozu par dalail to bohot sai hai agar nabi s.a.w har jaga hotai to sab sai pehlai makki aur madni suratoon mai farak na hota kyu kai nabi s.a.w makka aur madina dono mai hai to phir ye nam alag alag na hotai. to quran ke suratoo ka alag alag (makki madni) hona he pehli daleel hai . tafseel kai liyai molana mufti muhammad ayaz ke kitab akeeda e towheed mutalia karai