Muhtaram Ustad Sahib, Agar Hum Quran our Hadees ko serf sun kr ous pr amal karay our bake os ko yad na karay our na he prhay,, tho kia os ka hak hum say ada ho jayay ga.....?
Answer:
quran par amal lazmi hai. is kai elawa iska parhna samajhna lazme hai. albata yad karna lazmi nahi