mera talak bayn howa tha .mea mene 6month bad nika kia ha . nika mene khod para 2 gawaoo ki mogdi me . ak gawa larki k bhai tha . aur ak mera bhai tha /age .ak ki 24 age ha . aur dosra 17 age ha / kia ye teek ha . agr nei to teek tarika bata da . merabani ho gi
|