mulana sahib aslamoalekum meri ek dost hain jab main ose islam ki bari main kuch kehta hoon to wo bari shoq si sunta hain or kehta hain ki main ye karonga par jab kuch din bad main use dekta hoon ki wo phir si wesa hain os ki undar eman ka jazba hain par najani osi kiya ho jata hain plz plz aap kuch aisa mashwara mujhe bataye jis ki waja si wo theek ho jaye plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz |