Answer

Asked By:
irfan
Dated:
2010-06-16
Subject:
about salat
Detail:
may gujr khan ka hun ayaz mara dost hay birmingham may on say may nay suna hay k anbia kisi ka madad nahi kr sktay may nay un ko apnay dalail diye magr unho nay mujay is pr qqel kar dia k nahi ker sktay ab may unke batay manta hun . is k saat saat unho nay mujay is web k baray may kaha may is ko dakta hun allah apko or bi deen kay kam karnay ki tofeeq day
Answer:
allah ap ko jazai khair dai