Answer

Asked By:
Muhammad Zubair
Dated:
2010-06-12
Subject:
Tallaq
Detail:
Kya farmate hain is masla k bare main k 1 shaks ne apni wife ko larai jaghre main kam az kam 15-20 martaba tallaq ka lafz istimal kiya hai. laikin wo kehta hai k tallaq k bare main bilkul kuch nai janta k tallaq kya hota hai jab wo larai khatam hui tu use ksi ne btaya k tallaq ho gae tu us ne kaha k main is laz (tallaq) k bare main kuch nahi janta . abhi us k liye us k wife us k haram hai ya koi rujoah ki koi gunjaish hai ok
Answer:
is mai koi gunjaish nahi. biwi ko talak ho gai