Assalam O Alikum Allama sahab yeh btain keh Aurat kay liay Jaith Aur Daiwer(Khawand Kay Bhai) say Chahray ka Parda farz hay ya nai , kuch log Chahray ka parda nai kerwatay , Plz QURAAN O SUNNAT say wazih karen JAZAK ALLAH
Answer:
mazkoora rishtadaron sai us tara ka parda nahi jis tarha am logo sai hota hai. albata in kia samnai chahrai kai elawa degar aza aur ghair zaroori batain karna sahi nahi