Answer

Asked By:
Riaz Ahmad
Dated:
2010-04-16
Subject:
Dua after three days
Detail:
Salam, main National Defence University main job karta ho, yeha per ye tastoor hy k jab kisi ky gar main death ho gaiy tu wo aksr tus din k bad ata hay , tu ham sab office waley unko ko dua kartay hein , islam mian iss ka kia hokam hy.......With best wishes. Riaz Ahmad NDU Islamabad. wait for reply
Answer:
Islam mai ghum 3 din tak hai. agar koi dus din kai bad a jai to dua karnai mai haraj nahi laikin is ko rasam banana sahi nahi