Answer

Asked By:
Mohammad Nadeem
Dated:
2010-03-22
Subject:
Quran Kareem
Detail:
Assalam Wa Elukum: Kia Sunnat Mokada or Mustahab Ka Darja Barabar hain Agar Ha To Pir Ye Batae K Quran HIfaz Karna Mustahab Hai k Sunnat Mokada Ya Sunnat Ghair Mokada .
Answer:
Sunnat e muakada aur mustahab kai martabai mai farak hai . quran ka hifaz karna sunnat hai na karnai mai gunnah nahi. karnai mai sawab albatta is sai pehlai quran kai ilfaz ka matlab tarjuma samajna faraz hai