salam maulana sahib ! ma ne Dr zakir naik k bayan sa suna hai k aurtu ka chera chupana mustahab hai..farz nahe..unho ne ye be kaha k koi ye sabit kare k aurtu ka chera chupana farz hai...ap ka kia khayal hai is k bare ma ...?
Answer:
Ye to aqlee bat hai kai Quran nai agar pardai ka kaha hai to us sai kon se jaga murad ho sakte hai . is kai ilawa ummat ka ijma hai kai chehra ka parda aurat kai liyai faraz hai.